शिव शंकर को जिसने पूजा,
उसका ही उद्धार हुआ ।
अंत काल को भवसागर में,
उसका बेडा पार हुआ ॥
भोले शंकर की पूजा करो,
ध्यान चरणों में इसके धरो ।
हर हर महादेव शिव शम्भू,
हर हर महादेव शिव शम्भू ।
हर हर महादेव शिव शम्भू…
डमरू वाला है जग में दयालु बड़ा
दीन दुखियों का देता जगत का पिता ॥
सब पे करता है ये भोला शंकर दया
सबको देता है ये आसरा ॥
इन पावन चरणों में अर्पण,
आकर जो इक बार हुआ,
अंतकाल को भवसागर में,
उसका बेडा पार हुआ,
हर हर महादेव शिव शम्भू,
हर हर महादेव शिव शम्भू ।
हर हर महादेव शिव शम्भू…
नाम ऊँचा है सबसे महादेव का,
वंदना इसकी करते है सब देवता ।
इसकी पूजा से वरदान पातें हैं सब,
शक्ति का दान पातें हैं सब।
नाथ असुर प्राणी सब पर ही,
भोले का उपकार हुआ ।
अंत काल को भवसागर में,
उसका बेडा पार हुआ॥
शिव शंकर को जिसने पूजा,
उसका ही उद्धार हुआ ।
अंत काल को भवसागर में,
उसका बेडा पार हुआ ॥
भोले शंकर की पूजा करो,
ध्यान चरणों में इसके धरो ।
हर हर महादेव शिव शम्भू,
हर हर महादेव शिव शम्भू ।
हर हर महादेव शिव शम्भू…
अंग्रेजी में lyrics
Shiv shankar ko jisne puja,
uska hi uddhar hua
shiv shankar ko jisne puja,
uska hi uddhar hua
ant kaal ko bhavsagar mein,
uska beda paar hua
bhole shankar ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo
shiv shankar ko jisne puja,
uska hi uddhar hua
shiv shankar ko jisne puja,
uska hi uddhar hua
ant kaal ko bhavsagar mein,
uska beda paar hua
bhole shankar ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo
har har mahadev shiv shambhu
har har mahadev shiv shambhu
har har mahadev shiv shambhu
har har mahadev shiv shambhu
Damru wala hai, jag mein dayalu bada
din dukhiyo ka daata, jagat ka pita
damru wala hai, jag mein dayalu bada
din dukhiyo ka daata, jagat ka pita
sab pe karta hai, ye bhola shankar daya
sab ko deta hai ye aasra
sab ko deta hai ye aasra
in pawan charno mein arpan, aakar jo ek baar hua
ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua
om namah shivay namoh
hari om namah shivay namoh
Har har mahadev shiv shambhu
har har mahadev shiv shambhu
har har mahadev shiv shambhu
har har mahadev shiv shambhu
Naam uncha hai sabse mahadev ka
vandana iski karte hain, sab devta
naam uncha hai sabse mahadev ka
vandana iski karte hain, sab devta
iski puja se, vardan paate hain sab
shakti ka daan, paate hain sab
shakti ka daan, paate hain sab
naag, asur, prani sab par hi, bhole ka upkar hua
naag, asur, prani sab par hi, bhole ka upkar hua
ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua
shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua
shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua
ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua
bhole shankar ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo
Shiv shankar ko jisne puja,
uska hi uddhar hua
shiv shankar ko jisne puja, uska hi uddhar hua
ant kaal ko bhavsagar mein, uska beda paar hua
[ratemypost]